Arzoo Lakhnavi
1.
Saath har hichakii ke lab par
Saath har hichakii ke lab par unkaa naam aayaa tou kyaa?
Jo samaj na aayaa vo payaam aayaa tou kyaa?
May se mahruup ab bhi, jo sharike-daur hun.
Paaye saakii se jo thokar khaake jaam aayaa tou kyaa?
2.
Mujh gamjadaa ke paas se sab
Mujh gamjadaa ke paas se sab ro kar uthe hai
Haan, aap ik ese hai ki khoosh hoke uthe hai
Munh uth ke tou sab dhote hai ae deed-e-khumbaaz
Bistar se ham uthe hai tou munh dhoke uthe hai

No comments:
Post a Comment