All Poets Poetry

This blog billing conaints poetry of all poets

Breaking

Friday, November 9, 2012

Kiya hai pyar jise humne zindagi with English Translation

Singer: Jagjit Singh and Chitra Singh
Poet/Shayar: Qateel Shifai


Kiya hai pyar jise humne zindagi with English Translation

Kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah
Someone whom I loved very much, like my own life

Vo aashanaa bhii milaa hamase ajanabii kii tarah
That acquaintance too met me like a stranger

Kise khabar thi baRegi kuchh aur tariki
He who knew the darkness will grow

Chhupega vo kisi badali mein chaandani ki tarah
He too will hide in a cloud like the moonlight

BaRaa ke pyaas meri uss ne haath chhoR diya
As my thirst grew,  my hand was  abandoned

Vo kar raha tha muravat bhi dillagi ki tarah
That politeness gives the false notion of love

Kabhi na socha tha hamne "Qateel" us ke liye
Never did I  think to thank 'Qateel' for him

Karega ham pe sitam vo bhi har kisi ki tarah
He too will torment me like everyone else

Sitam To Ye Hai Ke Vo Bhi Na Ban Saka Apana
It is a grief that he too could not be mine

Kubuul Hamne Kiye Jis Ke Gam Khushi Ke Tarah
And I accepted that agony like pleasure

No comments:

Post a Comment

Jaun Elia Poetry Urdu

Shaayad Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Howi Laikin Yaqeen Sab Ko Dilaata Raha Hun Mein Ik Husn-e-Bemisaal Ki Tamseel Ke Lye Parchaayion Pe R...